do tarah ke atankwaadi...............

Duniya mai do tarah ke atankwaadi hote hai.Ek saala wo jo boat se aata hai.. ek wo jo vote se aata hai..Jo saala boat se aaata hai wo 100 - 200 ko maarta hai aur mar jaata hai..Par jo saala vote se aata hai wo desh ke tukde kar kar ke... tukde kar karke poore desh ko khokhla bana deta hai.. fir bhi jinda rahta hai..boat waale atankwaadi ke liye sarkaar ke paas ATS hai, NSG hai par saalevote waale atankwaadi se hi sarkaar hai..

No comments:

Post a Comment